Saturday, October 04, 2014



mere us hareik pal sei ghabrata,
chala jab mei aage,
kya chahta tha, kya chah kar bhi bhool gaya,
sab soch kar bhi bhed ban kar bhula diya,
fir bhi jab khatam hui kahani,
sirf mei khada tha,
nah woh jin-hone janm diya, na woh jinhone gale lagaya,
nah woh jinhone bhai kaha,
par akele tha mei khada,
sochta,birakhta, darta, simat-ta,
but kehta ki hei khuda meine sab hai diya,
kuch kar warna,mei nahi keh paunga ki mei jiya.